Jaam-e-Arzoo
*. . . .SaaQi MuJhay Bhi ChahIye Ek Jaam E AarZu,
KitNay LaGeIn Gay DaAm ZaRa AanKh To Mila. . . .*
Kismat Se Gilla
koie na milay to qismat sy gila nahi karty,
aksar log mil kr bi mila nahi karty
har shaakh par bahaar aati ha zaror,
par har shaakh par phool khila nhi krty
Dharkan
Nadan hai kitna wo, kuch samjhta hi nahi,
“Sahil”
Seene se laga k pouchta hai, k dharkan taiz kyun hai.
Sanson Se Bhi Zyada
WOH KABHI ANKH B JAHPKAY TU LARZ JATA HON
MUJ KO SANSO SAY B ZIADA HAY ZAROORAT US KI !
Dil Se Lagake Mil
Main tera Muntazir hon mujhy Muskra k mil,
Kab tak tujhy talaash kron ab aa k mil,
Youn mil k phir judai ka lamha na aa sakey,
Jo Darmian main hay sabhi kuch mita k mil,
Ye kya k hum milain b mulaqat bhi Na ho,
‘Wasi’ seeney sy matt laga mujhy DiL……….sy laga k mil…
Jaala Do Mujhko
Phir kahin dor se ik bar sada do mujko
Meri tnhai ka ehsas dila do mujko
Tum to chand ho tumhe meri zrort kya hai
Main dia hon kisi chokhat pe jala do mujko.
Kabhi To Muskarata Hoga
Us Ki Yadon Mein
Us Ki Baton Mein
Kahin Mera Aks Bhi Jhilmilata Hoga..
Laakh Masroof Hoga Apne Kamon Mein,
Phir Bhi Hamein Soch Ker Kabhi To Muskurata Hoga.

No comments:
Post a Comment